KYUN is a song performed by singer VOID from the album KYUN. Here are VOID’s KYUN Lyrics that have been updated by NewSongs123 so you can sing along or cover more easily.
Songs: | KYUN |
Singer: | VOID |
Album: | KYUN |
Label: | – |
Listen KYUN Songs – VOID (Exult Yowl)
KYUN Lyrics – VOID (Exult Yowl)
kehna tha jo tumhe ab Keh nahi paate kyun ,
radio pe gana par ab tum nahi gaatein Kyun ,
nahi jaantein is dil ke irade Tum
, akhiri tasweer par usko jallate kyun
pyaar se yun darkar itna ghabrate Kyun , awaaze chor ke dhundte sannate
Kyun ,
tairna nahi aata for bhi kood jaate
Kyun ,
Kahan hain woh dost nazar hi nai aate kyun
Haste the pehle , ab nahi muskurate
Chamak thi aakhon me, ab hai rulate
Bachpan ke woh dost , par nahi hai bulate
Zindagi ka kya , isko tu bujhade
Kal maa ne phone Kara , lekin nahi uthate
Kyun,
mehnat ke ye pal sharaab meh lutate
kyun
jaroorat nahi jiski ,uske piche dil ghumate
Kyun ,
Kahani adhuri , par tum nahi sunate Kyun ,
use Gaye das saal hue , nahi bhool paate
Kyun ,
inkaar Kara usne, phirbhi har din phool laate
Kyun ,
paani gehra nahi , firbhi doob jaatein
pyaar karte , firbhi soche usko mai jaane dun
Usko mai jaane dun
Usko mai jaane dun
Pyaar karta firbhi usko Mai jaane dun
Ye mere irade kyun
Ye mere iraade kyun
Pyaar karta firbhi usko Mai jaane dun
Usko , jaane dun mai kaise, vaise ,
mere jaise ,
insaan , asaanii se milenge usko
ye meri Tu toh maan
Aur Haan , ye zindagi hai meri ,
tune nahi sirf maine jheli ,
Adhuri nahi , puri kheli
Par ulajh gayi ye paheli
Ab mai Kya Karun, usne hi toh mujhe chora
Dikhta nahi kuch bhi yahan jaise sirf hai kohra
Doob raha gum lekin tumhe lage thoda
Jisko sabse jyada chahtein ushine toh dil ye toda
Khone laga sabkuch chehra jaise badla,
Ankhein meri band , main u sambhla
Teri mai pasand , kabhi nahi samjha
Jo bhi mai Karun , tere liye kum tha
bole mujhe duniya , mai nahi layak
Shayad mai hi toh kayar ,
Wakt tera Hone laga Zaayar
Teri yaad me banne laga shaayar
Teri yaad me banne laga shaayar
Duniya bole mujhe kaayar
, kehna tha jo tumko woh ab Keh nahi paate
Kyun ,
radio pe gana par tum nahi gaatein
Kyun , ab nahi jaantein is dil ke tum irade
Kyun , akhiri tasweer thi ,par usko jallate
Kyun ,
Kyun ,
Kyun , use Gaye 10 saal hue , nahi bhool paate
Kyun , inkaar kara usne, phirbhi har din phool laate
Kyun , paani gehra nahi , firbhi doob jaatein
Kyun , pyaar karte , firbhi soche ki usko mai jaane dun
How to download KYUN Songs to your device in the simplest way.
2. Go to website (Y2MATE.COM )
3. Paste the link of the song you copied in youtube.
3. Select audio quality (from 64kbps – 320kbps).
4. Click on the word Download to download to your device.
Tip: Insert pp after the word youtube in the link to download videos and mp3 files from YouTube as a faster way.
Good luck!!!