Pehli Baarish Mein is a song performed by singer Sumit Bhalla & Anita Bhatt from the album Pehli Baarish Mein. Here are Sumit Bhalla & Anita Bhatt’s Pehli Baarish Mein Lyrics that have been updated by NewSongs123 so you can sing along or cover more easily.
Songs: | Pehli Baarish Mein |
Singer: | Sumit Bhalla & Anita Bhatt |
Album: | Pehli Baarish Mein |
Label: | Aatma Music |
Listen Pehli Baarish Mein Lyrics – Sumit Bhalla & Anita Bhatt
Pehli Baarish Mein Lyrics – Sumit Bhalla & Anita Bhatt
Jitne bhi yeh baadal hai
Lagta hai sab paagal hai
Jitne bhi yeh baadal hai
Lagta hai sab paagal hai
Barsaatein hain yaad teri
Aur tanhaai ka pall hai
Betaab dil hai sang tere
Bheegne ki khwaahish me
Aaja aaja milne pehli baarish mein
Aaja aaja milne pehli baarish mein
Aaja aaja milne pehli baarish mein
Aaja aaja milne pehli baarish mein
Kabhi khatam na hone wali
Kuchh baatein karni hai
Boli to dil ki hai par
Aankhon se kehni hain
Kabhi khatam na hone wali
Kuchh baatein karni hai
Boli to dil ki hai par
Aankhon se kehni hain
Leke aayi hawayein
Mujh tak teri yeh fariyaad
Mene bhi mohabbat bheji hai
Badlon ke haath
Jodi hai apni aarzoo
Teri farmaayish me
Aaja aaja milne pehli baarish mein
Aaja aaja milne pehli baarish mein
Dooriyan sab mita ke
Tu oh jaana aa jaana
Mausam ka bhi mizaaj
Yeh kehta hai ho
Dhoondhta dil ye mera
Tujhko hoke deewana
Bas tere intezar me
Rehta hai ho
Aane laga hai dil teri
Aankhon ki saazish me
Aaja aaja milne pehli baarish mein
Aaja aaja milne pehli baarish mein
Aaja aaja milne pehli baarish mein
Aaja aaja milne pehli baarish mein
How to download Pehli Baarish Mein Songs to your device in the simplest way.
2. Go to website (Y2MATE.COM )
3. Paste the link of the song you copied in youtube.
3. Select audio quality (from 64kbps – 320kbps).
4. Click on the word Download to download to your device.
Tip: Insert pp after the word youtube in the link to download videos and mp3 files from YouTube as a faster way.
Good luck!!!